International Topi

Dunya bhar say Coronavirus ki kahanian!

Published

on

Dunya bhar main Coronavirus nay tabahi macha kar rakhdi hay, takreban sab countries lockdown hain, ek japan aur sweden masti krhay hain lekin unki b bari aigi bhai. Abhi tk 31,000 log mar chukay hain dunya bhar main, aur 678,00 infected hain. 10,000 say ziada banda italy main mar chuka hay. United states main 100,000 say ziada log infected hain yani 1 lakh log infected hain. Dunya main jahan b refugee camp laga hay wo khatry main hay. italy nay apni awam k liay 4.7 billion euros ($5.24 billion) ka package dia hay.

Sweden main koi lockdown nahi sab normal chal rha hay. laikin wahan b burhay logo ka khayal rakha jarha hay aur unpr restrictions hain, jab k school wghera sab khulay hain. Academics aur researchers nay kaha k coronavirus ko hard, shiny surfaces jesay teray phone ki screen pasand hay jispr wo ziada dair therta hay. 2.6 million banda dunya bhar main refugee camp main rehta hay ab ap sabko band ni krskty ye kuch researchers ka kehna hy. Ye story un Rohingya muslims ki b hay jo k lockdown main hain bangladesh main. Agar coronavirus ki tention hay tu koi masla nai hay ye sab k liay normal hay k sabko unkay gharo main band krdia jai, tou sabko pareshani hogi. Khair upar dekhlay topi nay kuch tips di hain chill kar, puri zindagi say tu yehi mauka dhoond rha tha, ab agar ayashi milgai hay tu enjoy kar, aur gand gandi movies dekh, mera matlab samjh gya hga tu. katlay ab

Trending articles

Exit mobile version